WALAIKUM ASSALAM
JAZAK ALLAH KHAIR
yahan par phir mera aik sawal k u ne khud mention kya k "agar aj ki rat shab e qadar hue to"
to phir sirf 27th ki he rat ko q?
lailatul qadr to kisi ko nahi confirm k konsi rat hoti hai
g han mane u ki yehi line b qoute ki hai
u meri bat nahi samjhe
mera matlab ye tha k u ne ye b sath main kaha k 27th ki shab ko 12 rakat parhi jae 3 Salam k sath...
to ye sirf 27 ko he q hai
jab k hoskta hai k shab e qadar 21 23 ko guzar gae ho ya 29 ko honi ho
aur thread b 27th ki rat ko he lagi