Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 10 of 11

Thread: Mohabbat Kadah Competition: September 11

  1. #1
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Mohabbat Kadah Competition: September 11



    Eid Mubarak

    Is Bar koi Sawal nahi hia zindagi main kabhi na kabhi kahe na kahe koi aisa zaror milta hai jin ko dekh ker ap ko Rashk ata ho ke Mohabbat ho tu aise ho...ap ko unke bare main he batana hia ke kiya kabhi koi aisa dekha ap ne ..tori bhot detail unki MOhabbat ke bare main sath ho tu behter hai...



    Rules :


    1 ... Aik member aik he bar Share Kar sakta hai.
    2 ... Aik jaisa mat share kijeye ga.
    3 ... Comp ki last Date 21 Sept hai.
    4 ... Winner Admin Team Khud decide karay gi !

  2. #2
    Join Date
    Jul 2011
    Location
    Lahore-Pakistan
    Posts
    1,636
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    944 Thread(s)
    Rep Power
    21474851

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition: September 11

    Ù…Ø+بت کرنے والے ویسے تو بہت ہیں اور ان Ú©ÛŒ ہزار قسمیں ہیں۔کیونکہ جس طرØ+ Ú©ÛŒ آپ Ú©ÛŒ سوچ ہو Ú¯ÛŒ جسطرØ+ Ú©Û’ افکار ہونگے ویسا ہی انسان آپ Ú©Ùˆ اچھا Ù„Ú¯Û’ گا۔آپ Ú©Ùˆ اس پر بڑا رشک آئے گا۔
    مگر میرے نزدیک آج تک مجھے کوئی ایسا نہیں ملا جو Ù…Ø+بت جیسے لازوال رشتے Ú©ÛŒ قدر کرنے والا ہو۔جس Ú©Ùˆ بھی دیکھا کوئی نہ کوئی خامی ضرور نظر آئی۔

    مگر سوال کی نوعیت ہی کچھ ایسی ہے تو اس بارے میں میں کسی کو بھی ایڈ کر سکتا ہوں؟
    تو میرے گھر Ú©Û’ صØ+Ù† میں چھوٹا سا گارڈن ہے وہاں ایک چڑیا روز آتی ہے اور اس Ú©Û’ ساتھ ایک میل بھی ہوتا ہے۔میں Ù†Û’ بہت کلوز دیکھا ہے ان Ú©ÙˆÛ”
    گارڈن میں سے کچھ بھی دانہ دنکا میل چن کر لاتا ہے اور چڑیا کے سامنے پیش کر دیتا ہے۔ان میں سے کوئی ایک دوسرے کے بغیر نہ ہی اڑتا ہے نہ کہیں اور جاتا ہے ساتھ ساتھ رہتے ہیں۔
    دوستو مجھے ان پر بڑا رشک آتا ہے کہ کاش Ù…Ø+بت انسانوں میں بھی یکساں ہو جائے۔ان Ú©Ùˆ بھی ان پرندوں Ú©ÛŒ طرØ+ Ù…Ø+بت Ú©Û’ لغوی معنی Ú©ÛŒ سمجھ آجائے۔مگر شاید اب بہت دیر ہو Ú†Ú©ÛŒ ہے۔۔۔۔۔۔
    sagar3 - Mohabbat Kadah Competition: September 11

    جانےکیسا رشتہ ہےمیرا اسکیذاتکےساتھ
    وہذرا بھیخاموشہوتوسانس ٹھہرسی جاتی ہے




  3. #3
    Join Date
    May 2011
    Location
    Pakistan
    Posts
    1,396
    Mentioned
    17 Post(s)
    Tagged
    2557 Thread(s)
    Rep Power
    21474851

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition: September 11

    Waalikumusalam.....!

    Nice Topic...

    Aaj kal k Dor main tu logon nay Mohabbat ko bht he fazool cheeze or mazak bana lia hai...

    Laikin jab mainay aapka sawal parha tu mairay zehan main foran say Pehlay ALLAH Ki Mohabbat us k bandon say,Maa ki mohabbat uski olaad say, ka khayal aya..laikin yeh sb tu general hojata hai... or us k baad sirf aik he couple aya mind main... Or wo hai mairay Parents ka...

    Aj Main bht proudly keh sakti hn k mairay parents ki understanding, mohabbat jaisi kahin b nahi...
    Unki Arrange marriage thi, jaisa k pehlay hota tha k shadi say pehlay aik dusray ko nahi daikha hota tah, same case mairay parents ka tha...
    laikin jitnay achay tareekay say dono nay life guzari or hamari tarbiyat ki k aaj log rashk kartay hain...
    Mairi Mother nay aaj tk lafzon main apni mohabbat ko bayan nahi kiya.. wo practiocally khayal rakh k, respect day k zahir karti thin ...unhon nay apnay inlaws ka hr behaviour bardasht kia.. sirf apnay Shohar k liye, bht say aisay faislay b liye k unko takleef hui laikin sirf is khayal say k kahin un k shohar ka khandaan un k shohar say alag na hojai...yehi wajah hai k aaj un ki Death k baad b log unko bht achay alfaaz main yaad kartay hain..Aaj tk mainay dono ko kabi b aik dusray pay fazool comments kartay, insult kartay nahi daikha,father agar kabi kch keh b daitay tu mother nay ahmaisha parda poshi ki, and jb father ka ghussa km hota,sorry b kar laitay..laikin kabi b koi buri baat nahi ki...
    or rahi baat mairay Father ki tu u cant believe k aaj tk unhon nay mairi mother k sath nainsaafi nahi honay di,hr dukh sukh main sath dia,hr mokay pay sach ka sath dia, or kabi misuderstanding paida nahi honay di... or ab 7 months honay ko hain mairi mother ki Death ko.. mairay father, aik din b aisa nahi jb wo subah or shaam un ki qaber pay na gaye hn... or un k liye na parha ho.. wo 5 wqat namaz k sath dua kartay hain, or parhtay hain un k liye.. un hon nay apnay hath say unki qaber ko phoolon say saja dia hai, khud unki daikhbhaal kartay hain.. or kehtay hain k jb tk main hn.. aisay he dua karta rahon ga...Kia is say barh k kisi nay mohabbat ki hogi???main insaan ki insaan say mohabbat ki baat kar rahi hn...
    May ALLAH Bless My Mothers Soul In Heaven.. Aameen
    Last edited by Mano rana; 10-09-2011 at 05:20 PM.

    ...I Know Its Immature And Childish...
    683162ioxu4lzjfk - Mohabbat Kadah Competition: September 11...But I want A Fairytale ending...683162ioxu4lzjfk - Mohabbat Kadah Competition: September 11

    683162ioxu4lzjfk - Mohabbat Kadah Competition: September 11Animated Dancing Bird Cute 1yelsm - Mohabbat Kadah Competition: September 11683162ioxu4lzjfk - Mohabbat Kadah Competition: September 11

  4. #4
    Join Date
    May 2010
    Location
    pakistan
    Posts
    18
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition: September 11

    well real life me to nhe dekha but stories me parha he 1 forum me un k bare men
    un ki mohabat ese he k rashk b aata he or dil b chata he k mjhe b ese he mohabat mile un ki mohabat ki to kia he bat karun wo to jese 1 jan or 2 dil k baraber hen balke kabhi to lagta he k un ka dil b 1 he he ek dosre ki khamoshi ko b parh lete hen ankhon hi ankhon men sare baten kar lete hen 1 dosre k leye kuch b kar sakte hen 1 dosre ki khopshi k leye boht kuch karte hen 1 dosre ki boht respect karte hen or boht kuch un k bare men to ap logoo ko kia kia batun

    FILE1074 - Mohabbat Kadah Competition: September 11

  5. #5
    Join Date
    Jun 2011
    Location
    China
    Posts
    4,834
    Mentioned
    29 Post(s)
    Tagged
    9237 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition: September 11

    Mujhay actually nahi maloom k muhabbat kya hoti hay..wo jis ko hum samajh rahay hotay hain ya wo jo humai samajh nahi a rahi hoti..logun ko bht kareeb bhi daikha aik dosray ka khyal krtay bhi daikha phr bhi un ka andar jhanknay say kasir rahi..Umera ahmad ko mai bht shauk say parhti hun..un ki likhi hui kai bht si batain dil ko choo laiti hain tu muhabbat ka jo concept aur jo kabl e rashk batain mujay umera ahmad say pta chali hain unhein mai say kuch quote krna chahun gi
    "kaun kahta hai k kisi se ek bat mohabbat ho jane k bad us se nafrat ho sakti hai? jo kahta hai wo duniya ka sab se bara jhoota hai...cycle of replacement mein mohabbat ki replacement nahi hoti...khud ko dhoka dene k bawajood ham jante hain k hamare wajood mein khoon ki gardish ki tarah daurne wala naam kis ka hai...hum us per ek k bad mohabbaton k dher lagae jate hain, kahte jate hain, ab hum is se mohabbat karte hain, ab hum us se mohabbat karte hain....laken jo zyada door hota jata hai wo zyada pass ata jata hai...aur phir wo hamare dil aur dimagh k us kone mein ja puhanchta hai k agar kabhi use wahan se nikalna par jae to phir us k bad hum ek normal zindagi guzarne k qabil nahi rahte...."

    (Tania)"just relax Alieza! ronay se wo aa to nahi jayega" .......(Alieza)"mere ronay se to aa jata tha"..

    "to ye hoti hai zindagi
    or ye mohabbat
    aik waqt main aik hi cheez khatam hoti hai, donon nahi".


    "us ne Alieza ke chehray ko apne zehan ki screen per ubhartay dekha...bayikhtiyar us ne saans lene ki koshish ki, phir us ne us ke saath Junaid ko dekha wo saans nahi le saka".

    "mujh se ye mat kaho ke tum mujh se mohabbat nahi kartay, tumhain pata hai is se kitni takleef hoti hai mujhe".

    "Cycle Of Replacement" mein mohabbat ki replacement nahi hoti"
    Zindagi tu apnay he qadmun pe chalti hay Faraz
    Auron k Sahary tu Janazy utha kartay hain

  6. #6
    Join Date
    Jan 2011
    Location
    pakistan
    Posts
    9,091
    Mentioned
    95 Post(s)
    Tagged
    8378 Thread(s)
    Rep Power
    429520

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition: September 11

    Aslam o aliekum! me yeh to nhi manti k aj ki dunia me mohabat wajood rakhti hai lakeen is bat se me ab mohabat ko manne lagi k ye is dunia me wajood to raakhti hai magar bht kam
    to ye story hai ik landlord larke ki jo ik larki ki mohabat me giraftar ho gya us ki aankhein dekh kar aur phr us ki mohabat me apna sab kuch chor dia lekin wo larki apne parents ki eezat ki khatir larke ki mohabat ko qabool na kar paye aur yehi roag us ki jaan le gya aur us larki ki mohabat us larke khuda k qareeb le gyi us ne apni mohabat to hamesha k liye kho di lakeen use kho kar ishq haqeeqi pa gya

  7. #7
    Join Date
    Apr 2011
    Location
    Muhabbat ki shaon mein
    Posts
    721
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition: September 11

    w

    koi kisi ko mil jayi to acha hai warna samjh se bhahar, kuch ashair paish karing

    Barishon ke mausam mein barishein too hoti hain
    Dil MEin bhiig jaane kii khuwahishein too hoti hain

    Rahbar Haqeeqat mein rahbari nahi karte
    Muntazir musafir ki manzilein to hoti hain.

    Doston ki apas mein dushmani nahi hoti...
    Doston ki apas mein ranjishein to hoti hain

    Dushmano ko bhi hum ne sath le ke chalna hai
    Zindagi kii raahon mein sazishein to hoti hain...

  8. #8
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Someone's Heart
    Posts
    25,848
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    24 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition: September 11

    Mano Allah miyan u ki ammi ko jannet main jaga de Ameen suma Ameen..buht acha laga parh ker....Allah aisa hubby or aisi biwi or aisi muhbbat sab ko ata kare Ameen suma Ameen

  9. #9
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    manchester
    Age
    39
    Posts
    11,319
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    49 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition: September 11

    Meray alfaz bhi or meri batain bhi kind of same hi hain like everyone said ,,,,,but faraq ye hai kay main kisi aur ki nahi apni khud ki baat karna chahti hun ....

    aur zayda nahi bas ye hi kahun gi kay "Shaid meri koi naiki hi hogi kay Allah nay mujhe itnay khubsurat dil walay jeevan saathi say nawaza, aur kehnay per aaon tu shaid waqat guzarta jaae ga, or safhat bhartay jain gay magar shaid phir bhi sab kuch us ki Mohabbat kay baray mjain bayan na kar sakon .....
    just want to say, ham sahaid Muhabbat kay lafzon per zayda yaqeen kartay hain , kay muhabbat karnay wala kesay muhabbat ko bayan karta hai ,magar mohabbat sirf bayan karnay ka naam nahi hai. balkay muhabbat karnay walay kay har andaz say chalakti hai,,,
    Kehtay hain na muhabbat karnay walon kay lye lafzoon ki zaroorat nahi hoti wo ankhon say hi ik dojay kay dil ka hal jan latay hain... aur ye hi hammaray darmayan hai faraq siraf ye hai " KAY AGAR MERI ANKHAIN BAND BHI HUN TU SAY MERAY DIL KA HAAL PATA HOTA HAI, thats all i want to say ,,,,,

    Dua hai kay Allah tala ye muhabbat hamaray darmyan balkay har muhabbat karnay walay kay darmayan hamesha rahay ...AMMEEN ,,,,,
    Last edited by ~*zaib*~; 19-09-2011 at 08:31 PM.

  10. #10
    Join Date
    May 2008
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    8,519
    Mentioned
    6 Post(s)
    Tagged
    274 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: Mohabbat Kadah Competition: September 11

    WalikumAssalam

    Agar Mijazi Muhabbat ki baat ki jaye tu main ne Muhabbat Ka jo haseen Roop daikha hai woh MiyaN Bivi ka daikha hai, MashaAllah MashaAllah meri sister aur Behnoi pe be-panah Muhabbat hai, kehte hain na Miya Bivi aik doosre k Libaas hain, jaisay libaas jism k poshida hissa chupata hai, aise hi meri behen aur shohor ka mamla hai , koi bhi masla hu aik doosre ki "Dhaal" ban jate hain, buraai ya galti par aisa parda daltay hain k haqeqatan rashq aata hai, aur agar achai ka mamla hu tu aik doosre ko crdit daite rehte hain, is k ilawa MashaAllah bala ki understanding hai, Muhabat Ahtram aur Aitmaad un k rishtay ka Khaasa hai
    Meri sis kehti hai k pta nhi meri kis naiki ka inaam hain yeh, aur Allah sab larkion ko in jaisa shohor ata karay, aur woh kehte hain k sab ko mujh jaisi bv milay jo aankho ki thandak hai ....... Allah un ki Muhabbat ko hamesha Salamat rakhay,Ameen


    2dnmmf - Mohabbat Kadah Competition: September 11

Page 1 of 2 12 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •