Nice
aaj mere shab-e-furqat kii sahar aa_ii hai
aaj mere shab-e-furqat kii sahar aa_ii hai
muddato.n baad terii raahaguzar aa_ii hai
dekh to liijiye mere Khuun-e-tamannaa ki bahaar
jis kii surKhii merii aa.Nkho.n me.n utar aa_ii hai
tuune to tark-e-muhabbat kii qasam khaa_ii thii
kyo.n terii aa.Nkh mujhe dekh ke bhar aa_ii hai
un ke pairaahan-e-ra.ngii.n kii mahak hai is me.n
aaj kyaa baad-e-sabaa hoek udhar aa_ii hai
is me.n kuchh un kii jafaaye.N bhii to shaamil hai.n 'Shamim'
bevafaa_ii kii jo tohamat mere sar aa_ii hai
Last edited by R. M. Dixit; 07-09-2011 at 11:02 PM.
Nice
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
Mod. Sahiba G,
Ek ghazal " Aaj mere shabe -e-furqat ki saher"
maine jane kaise galti se MK pe pesh kerdi. Abhi
maine is ghazal ko seperate sher mai kiya per ye
namurad to phir usi badsurat shakl mai aagaya. Ye
SOS main bhi hai. Ise aap delete ker deejiyga. Mujhe
is ghazal ka aaj hi pata laga. Inconvinience is regretted.
awesome.....