achai yeh hai ke, ap apne relative jo dosre country mein rehte hain un se bat bhi ker sakte hain or un ki pics bhi dekh sakte hain..
buri yeh ke, FB ki waja se kafi divroce bhi hue hain.
Doston IT World k Special Comeptition k Sath Hazir hun
Is bar ka Comp main aap sb ne Apni Favorite Social Networking Site
for example "Facebook, google plus, hi5, orkut, myspace or twitter etc."
Ki eik achai or eik burai Share krni hai
Hope aap sb ko samjh agayi ho
So Best of Luck
Rules:
1- Har Member Eik Hi sharing kr skta hai
2- Eik hi jaisi sharing Qabil e QAbool nahi hogi
3- Last date of Submission is 21st oct 2011...!!
Last edited by DexteR; 01-10-2011 at 11:55 PM.
​
achai yeh hai ke, ap apne relative jo dosre country mein rehte hain un se bat bhi ker sakte hain or un ki pics bhi dekh sakte hain..
buri yeh ke, FB ki waja se kafi divroce bhi hue hain.
Orkut
best thing log bhot help ful hain knowlege milta hai, me apne BS ka sehra isi ko deti hon mere project mai bari madad mili thi idar se
bad thing inho ne service ko improve nahi kia communities mai options nahi hain and stuff like that.
****Face-book****
*good thing is that
' u can ezly communicate with Ur frnds and family mem at the same time without any tension'...
The bad things is that
'mostly(90%) people use it wrong Like if any one post there real pics(specially girls) so some cheep guys use it wrong .so this is not good..
Last edited by sweet.kiran; 08-10-2011 at 01:01 PM.
mene to koi site join nahi ki hui in mai se
aap logo ka apna koi experience nahi hai?? sare general hi bat karhe ho
hahahahaha forum ka naam nahi lena hai
achi baat ye hai k forum pe mostly achay log hi hotay hain helpful hotay hain bilkul family members ki terah hi lagtay hain aur g2g main aap mil bhi saktay hain
burai ye hai k kuch din online na aao to topic kahin ka kahin pohanch jata hai ............ aur apna reply bohat peechay reh jata hai