Sahi kaha.... Fsd ka hadsa hi dekh lejiye
Hum sab ki hi ghalati hai dost .... Skul Owners ki ghalati yeh hai k limited Vans ko Hire kartay hain ... Van Owners ki Ghalati yeh hai k Zayada say Zayada Fees k chakkar main bachon ko thonstay chalay jatay hain Parents ki ghalati yeh hai k sab kuch daikhnay k baad bhi Unhi Vans main bachon ko bhaijnay par amada hotay hain
hum sab k sab hi ghalat hain
i agree......pri thnk sab say bata kasoor drivers ka hay..as far as i i remember my bachpan bazauqat tu aisa bhi hota tha k jis bachay k parents ko aitraz hota tha us ko satisfy kr dya jata tha k nahi bachay sahi seats par baithain gay phr hota yun tha rikshaw uncle ya van uncle us bachay ko sab say pahlay lay laita thay ..parents k samnay tu bacha aram say seat par baith kr gaya phr agay say wo bachay thonstay rahtay thay...ab jab tak bacha khud ghar walun ko nai batata tab tak yeh silsala chalta rahta thaa..........
Last edited by Falling Tears; 04-10-2011 at 04:23 PM.
Zindagi tu apnay he qadmun pe chalti hay Faraz
Auron k Sahary tu Janazy utha kartay hain
Assalam o Alaikum.
Ap se mera 1 Q hai k parents agar apne bacho ko lad phad k or khatara van ya buses mai school bhejte hain to kio kar or kis waja se bhejte hain?
w sallam.....
Good question,,I think iss kii sab sayy barii waja Paisayy ki kamii hii hoo gii,,Jo waldain affoard nai kar saktay hoo gay wo aisa kartay hooo gaa....
But yeh b to daikhain jahan aoorr bhtt sarray kharchhay hoo rahay hainn wahan aggar iss silsallay main thoraa ziada rupeess kharrch hoo jain too iss main koi harrj naii.....
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا