aho i know yeh baat par is http ko gaib karne ki tuk kia hai akhir itna fazol lagta hai, ganja sa lagta hai domain name
oor kia aap nay yeh baat notice kee hai k wasy too URL mein http:// likha hoa nahi ata, lekan jab aap wohe complete url firefox say copy kar k kahi bi paste karta hain too uuus k sath automatically http:// likha aa jata hai
samaj aaye ???
aho i know yeh baat par is http ko gaib karne ki tuk kia hai akhir itna fazol lagta hai, ganja sa lagta hai domain name
sheem look at this link, i hope you'll like it
Firefox: Add HTTP Back To Address Bar
iis mein hacks ka word hai too parishan nahi ho jana, koye ghalat link nahi hai yeh, just go there and read the article