FAJAR
Hazrat ADAM (a.s) ne subah hone ke shukar ma pehli bar ada ki. kyunki apne jannat ma kabhi raat nhi dekhi thi.
ZOHAR
Hazrat IBRAHIM (a.s) ne Hazrat ISMAIL (a.s) ke jan mehfooz rehney ki khushi ma pehli baar ada ki.
ASAR
Hazrat AZIZ (a.s) ne 100 saal bad dobara zinda kye jane k baad pehli baar ada ki.
MAGHRIB
Hazrat DAOOD (a.s) ne apni tauba k qabool honey k baad pehli baar ada ki.apne neeyat 4 rakat ki per tauba qabool hone per 3 rakat pe salam phair dya.
ISHAH
PEHLI baar NABI AKRAM (PBUH) NE ada farmai isi lea ye AP ki sabse pasandeedah namaz ha.