Woh bench pe afsurda sa baitha tha merey paas
Us shaam chaman mujh ko b soona sa laga tha
next alif
Is duniya me Wafa krne walo ki kami nai hai
Dost
Bs pyar hi us se hojata hai jo Bewafa ho..
Woh bench pe afsurda sa baitha tha merey paas
Us shaam chaman mujh ko b soona sa laga tha
next alif
Jee Mohterma " Alif" alfaz pe koi
Sher nahin ban paaya is liye " Chaman'"
ka Sher peshe khidmat hai. Qabool keejiye.
"Chaman-chaman ki baharon ko mujse nisbat hai
Mai roohe gul hoon kisi gulistaan se door nahin.
Yan mas-e-hai usay bhool gai hay mohsin
yan phir is bar mera zakham hi gehra ho ga
alif....
Last edited by Seven Tiles; 06-09-2011 at 01:55 PM.
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
Agar Hota Yaqeen Tere Milne Ka Khawab Main
Hum Haathon Main Gulaab Ke Phool Saja Ke Sote
Wo vaada ker gaye aayenge khwabon main
maare khushi ki raat bher neend na aayi.
Intezar Main Katt Gayi Raat
Na Wo Aaye Na Neend Aayi
Sajid
Kahte hai log maut se badter hai intezaar
Meri to tammam umra guzri hai intezzaar main
Na milay zehar to lahu apna hee pee letay haiN
Jam khaali nahe rehtay kabhi Suqraaton k!!
نظر ملا Ú©Û’ نظر Ú©Ùˆ جھکائے بیٹھے Ûیں
یوں تشنگی Ú©Ùˆ میری بڑھائے بیٹھے Ûیں
پیام شوق مجھکو سنانے آئے تھے
مگر ÙˆÛ Ø¯ÛŒÚ©Ú¾Ø¦Û’ آنسو بÛائے بیٹھے Ûیں