Yan mas-e-hai usay bhool gai hay mohsin
yan phir is bar mera zakham hi gehra ho ga
alif....
Yan mas-e-hai usay bhool gai hay mohsin
yan phir is bar mera zakham hi gehra ho ga
alif....
Last edited by rubPzai; 08-10-2011 at 11:31 PM.
abhi paya bhi nahi tha k usay kho diya
apni adat hay her kam ujlat main krny ki
Yeh bhi bohat hai k dil uss ko dhond laya hai
Kisi k sath sahi woh nazar tou aaya hai
Last edited by rubPzai; 09-10-2011 at 04:54 PM.
yehi haalat ibtada se rahe
log hamse Khafa Khafa se rahe
bewafa tum kabhi na the lekin
ye bhi such hai k bewafa se rahe
Yun hi mausam ki adaa dekh k yaad aaya hai
Kis qadar jald badal jate hain insaan jaanaan
niyaz-o-naz ke jhagray mitaaye jaate hain
ham un main aur vo ham mIN samaye jaate hain
ye naz-e-husan to dekho k dil ko tarpa kar
nazar milaty nahi muskuraye jaty hain
na haaraa hai ishq na duniyaa thakii hai
diyaa jal rahaa hai havaa chal rahii hai
Yeh Bhi Acha Hai K Sirf Sunta Hai ..
DIL Agar Bolta To Qayamat Hoti ..
Mein Tanhaaiyon ko iss liye Tarjeeh deta hoon,
Zindgi se Nafrat ho jaati hai jab koi Apna choor jata hai...!