Apne ahde-wafa ko bhool gaaye
Tum to bilkul Khuda ko bhool gaye.
Apne ahde-wafa ko bhool gaaye
Tum to bilkul Khuda ko bhool gaye.
Tum bhula do hamari yadon ko
Hum to dil se juda nahin kerte
Last edited by R. M. Dixit; 21-11-2011 at 09:49 PM.
Kuch ekhtiyar nahin kisi ka taabiyat per
Ye jisbe aati hai be ekhtiyaar aati hai
Hum bhi kya sada they, Hum ne bhi samajh rakha tha
Gham-e-Doora'an se juda he gham-e-Jana'an Jana'an
Na yeh samjho k tum hi ho kisi ki akhri muhabbat
Muhabbat jurm hay ye jurm dobara ho bhi sakta hay
Kyon Her Koi Chhor Jata Hay Tnha MujhkoMay Mazboot To Bohat Hoon Magar Pathar To Nahi
Hay aur bhi duniya main sukhan war bahut ache
kahte hain ki Ghalib ka hay andaze bayan aur.
Junoo main kitni bhi guzri bekaar guzri hai,
Agerche dil pe kharabi hazaar guzri hai.