ha dua yaad magar harf e dua yaad nahi
merey naghmaat ko andaaz e nava yaad nahi
raat se ankh main nami si hia
aj phir app ki kami si hia
ha dua yaad magar harf e dua yaad nahi
merey naghmaat ko andaaz e nava yaad nahi
Inhi patharon pe chal ke agr aa sako tou ao
mere ghr ke raste mein koi kehkashan nhi hai
Hai ishq tabeeb dil ke bimaaron ka
Ya ghar wo khud hazaar aazaron ka
Hum kuch nahin jaante per itni ha khaber
Ek mashgala dilchasp hai bekaron ka.
Last edited by R. M. Dixit; 20-02-2012 at 09:56 PM.
Ap hi apni adaon pe kuch ghor karen
Hum kuch arz kren gy to shikayat ho gi.
Honge shikwe hazaar dilke lekin, hujure-husn
Lab sil gaye, jabaan hilayee na jaa saki.
Bhai Uthayiye koi is ashaar ko,
yaani jawaab talab keejiyega.
In barishon se dosti achi nahi Faraz
Kacha tera makan hai kuch to khayal kr
Baithe - bithaaye aagaya na jaane kya khyaal
Pahron lipat ke roye dile-naatvan se hum.
Hum se agla sher.
Hum ko un se hai wafa ki umed
Jo nahi jante wafa kia hai
Hai Ishq Tabeeb ( Dawa), dil ke maron ka
Ya ghar hai wo khud hazaar aazaron ka
Hum kuch nahin jaante per itni hai khaber
Ek mashgala* dilchasp hai bekaron ka. * Shauk
'Ka' per agla sher hoga.
Last edited by R. M. Dixit; 28-02-2012 at 09:45 PM.