chand
chand chehra ujala rakhna
meri wafa ka khayal rakhna
mein phir bhi aaonga zakham khanay
tum pathar sanbhal k rakhna
Yeh Kaun Log Andheron Ki Baat Karte Hain
Abhi To Chaand Teri Yaad Ke Dhaley Bhi Nahi
chand
chand chehra ujala rakhna
meri wafa ka khayal rakhna
mein phir bhi aaonga zakham khanay
tum pathar sanbhal k rakhna
CHAND
Tarpa k hamein tanhai sonp kar
ye chaand bhi doob jaiga hum ne kaha na tha
~Jab say kisi nay Chaand keh ker bulaya hai
andhron ki khuker nigahon ko her roshni achi lagny lagi~
chand
Raat bhegi hai to chhera hai tere dard ka saaz
chand nikla hai to chupke se jagaya hai tujhe
YEH SOCH LO AB AAKHRI SAAYA HAI MOHABBAT
IS DAR SE UTHOGE TO KOYI DAR NA MILEGA
YEH RAWAYET BAHUT POORANI HAI
NEEND MAIN AAD OAR CHALA KARNA
Yeh Na Ho Kahein Tujh Ko La'Jawab Kar DooN MaiN
kuch Sawal Rehne Day , kuch Jawab Rehne Dey
yeh jo chala ara hai pani may sunhra sa gurur
uss nay paon kahin derya may utara ho ga
Yeh Zameen Bhi Tang Thi Jub Taak Raha Main Zair-e-Daam
Khul Gaye Shahper Tu Mujh Per Aasmaan Khulnay Lagay