Yeh log merii ferden-amal dekhte hain kyon,
Maine 'Faraaz' khudko payamber nahi kahaa.
Alif
yeh tajruba bhi hua hai bujhey chiraghon se
k her andhera hamain dekhna sikhata hai...!!!
Yeh
Yeh log merii ferden-amal dekhte hain kyon,
Maine 'Faraaz' khudko payamber nahi kahaa.
Alif
Aaa girah de don terey anchal ko
tujh ko adat hia bhool jane ki...
Yeh
Yehi dil tha ki tarsata thaa maraasim ke liye
Ab yahii terke - talluk ke bahane maange .
YE
yeh aur baat hai ka tarauf na ho saka
hum zindagi k sath bhot dor tak chaley...
Yeh
Hain aur bhi duniya main sukhanver bahut achhe
Kahte hain ke ghalib hai andaaze bayaan aur.
Aakhri "Herf " pe Shair Banalen Jii
ro rha tha main kisi jalti hue khawaish k sath
khair maqdam karne aye dhoop bhi barish ke sath
Tey
Tere hote hue aajaati thi saari duniya
Aaj tanha hoon to koii aane waala nahin.
Noon
nadaamaten hon to sar baar-e-dosh hotaa hai
'Faraz' jaaN ke evaz aabaruu bachaa le jaa
Alif