Ye ek shab ki mulaqaat bhi ganimat hai
Kise hai kal ki khaber, thori door saath chalo
Aaa girah de don terey anchal ko
tujh ko adat hia bhool jane ki...
yeh
Ye ek shab ki mulaqaat bhi ganimat hai
Kise hai kal ki khaber, thori door saath chalo
wo samne tha magar usko nigah cho na saki
yeh ehtraam ki had thi ya hosley ka kamal ?
Laam
Lajjate sajdaye sange der kyaa kahen
Hosh he kab raha ser jhukaane ke baad
Kitni raahat hai dil toot jaane ke baad.
Last edited by R. M. Dixit; 05-06-2015 at 08:57 PM.
dil karta hai mar jaon
phir sochta hon kis per...
Rey
Raha Zindagor merne se qabl
Khuda jaane kyaa hoga merne ke baad.
Yeh ? Aakhiri Herf se Sher banale
Confusion hai hamain. Shukriya !
Dil Pe Chalta Nahin Jadoo Kisi Ka Kabhi
Dil Ko To Deewana Bana Deti Hain Aankhein
noon
Na jaane kyon zamana hans raha hai meri haalat per
Junoon main jaisaa honaa chaahiye waisa gariban hai.
Yeh
yeh jo ik khawab sa palkon se bandha rakha hia
ankh jhapko gai tu daman main bikhar jaye ga...!!!
Alif
Akela subeh tak tadpaa, mareeze-shaame-tanhaaii
Na wo aaye, na chain aaya, na maut aayi, naa neend aaii.
Ye