Yeh kya ke do chaar qadam chal ke baith gaye
Tumeh to saath mera umra bhar nibhaana hai.
Yeh
yeh fakher tu hasil hai , burey hain k bhale hain
do char qadam hum bhi terey sath chaley hain...
Yeh
Yeh kya ke do chaar qadam chal ke baith gaye
Tumeh to saath mera umra bhar nibhaana hai.
Yeh
yeh hukum hai k mohabbat ki arzoo na karo
surakh e yaar bhi pao tu justujo na karo...
Wow
Yeh unki aankhe jameen pe kisane rakhi
charagon mein itani roshani kab thi ..
"charag"
Last edited by shyam6218; 19-07-2015 at 07:21 PM.
akhri hurf se likha hia shair ...
yeh aur baat hai k izhar ho na saka hum sey
nahi hia tum se mohabbat yeh kaun kehta hai...
Yeh
Yeh ho chala hai jahaan kyon abhi se begana
Abhi to aapne apna mujhe kahaa he nahin
Noon
najaney ashk se ankhon main kio hain aye hue
guzar gaya hai zamana tujhey bhulaye hue...
Yeh
Aap he ke naam se paayi hai dil ne zindgi
Khatm hoga ab ye kissa aap he ke naam pe.
Ye
Yeh fakher tu hasil hai,burey hain k bhaley hain
2,chaar qadam hum bhi terey sath chaley hain...
Yeh
Yeh na thi hamaari kismat ke visale yaar hota
Ager aur jeete rahte to ye intezaar hota.
Alif