Kabhi taqdeer ka matam,kabhi duniya ka gila
manzil e ishq pe her gaam pe rona aaya
yeh ishq nahin aasan bas itnaa samajh liije
ik aag ka darya hai, aour Doob ke jaana hai
Kabhi taqdeer ka matam,kabhi duniya ka gila
manzil e ishq pe her gaam pe rona aaya
Kroge fariyad guzre zamane ko
tarsoge hamara saath ek pal bitane ko
phir awaaz doge hamein aane ko
hum kahenge darwaja nahin hai kabar se bahar aane ko
na poocho ke kesse guzray yeh lamhay tere bin
raaton ko uth uth kar rote rahe hum
rehna pare kabhi zindagee main tere bin
to ai sanam moat ki duaa karain ge hum
mujhe tarapta dekh kar hansne vale
aaj to jo roya to main hans pari
kabhi zaalim na kehna mujhe
ke jis muqaam par aaj tum ho
kabhi hum bhi tanha roya kerte thay
suno essa nahin karte
jisko chaha jaye usse rulaya nahin karte
suno essa nahin karte
jisko paa liya jaye usse khoya nahin karte
suno...
Hum woh nahi jo tum ko ghum main chhod de,
hum woh nahi joh tumse nata tod de,
hum woh hain ki agar teri saanse
ruk jae to tuj se apni sanse joor de.
Dil mein tumhari apni kami ++++ jayenge,
Ankhome intezar ki lakir ++++ jayenge,
Yaad rakhna dhundte rahoge hame,
Dosti ki aisi kahani ++++ jayenge.
Meri Har Ek Dhadkan Aap Ke Liye Hai
Meri Har Ek Muskurahat Aap Ke Liye Hai
Aap Ke Ada Mere Dilko Churane Ke Liye Hai
Ab Toh Meri Yeah Zindagi Bhi Aap Ke Liye hai
AJNABI
Bekali bekhudi bebasi degaya
Koi naye tajarbe ajnabi degaya
Us ki saudagari main bhi insaaf tha
Zindagi degaya zindagi legaya
Sochne ke liye ek pal ki mohlat na di
Jaagne ke liye ek sadi degaya
Legaya gaya jism se jaan-o- Dil kheench ker
Haan magar rooh ki taazgi degaya