Zakham Khaana To Apni Aadat Hai
Muskurana To Apni Aadat Hai
Roshni Ho Ke Khub Andeihra Ho
Dil Jalaana To Apni Aadat Hai.
Na Hogi Mohabbat Mujhe Kisi Se Tere Siwa
Na Rahi Ab Zaroorat Kisi Ki Tere Siwa
Dhondh Rahi Thi Yeh Ankhain Jisko Sadiyoon Se
Duniya Mein Woh Chehra Kisi Ka Nahi Tere Siwa.
Zakham Khaana To Apni Aadat Hai
Muskurana To Apni Aadat Hai
Roshni Ho Ke Khub Andeihra Ho
Dil Jalaana To Apni Aadat Hai.
Pyar to sirf Tumhi se kiya hai,
Har Ashq sirf Tumhari yaadon me bahaya hai.
Har Parchai mein sirf Tumhi ko Dhundti phirti hoon,
Har Haseen chehre mein sirf Tumhi ko paya hai...
Ek woh waqt tha jab dekhe the humne sapne,
Ek yeh waqt hai jab sapne reh gaye sapne,
Ab to waqt bhi nikal gaya hathon se ret bankar,
Baki reh gaye baas kuch toote hue sapne…….
Zindagi ki Raah Mein aage Chalte jana har Pal,
Mur ke na dekh Beete hue Pal,
Jo Nahin tha Tera Tujhe Nahi mila,
Jo Milgaya Uske Sath Guzaar Apna har pal.
Us Ne Tumhari Khaatir Kya Kya Nahin Kiya
Tum Us Ki Wafaaon Ka Sila Kyon Nahin Dete
Tumhein us Se Mohabbat Hai Jaante hain hum sab
Yeh Baat Apne Honthon Se Bata Kyon Nahin Dete....
Na rahi aaj woh apni kahani,
Na woh haseen din na woh raatein suhani,
Phir bhi humein aziz hai unki har nishani,
Chahe dil ka woh dard ho ya aankhon ka pani...
pyar to bohot karte hain dil hi dil mein,
magar ishq ke izhaar se darte hain,
khaye itne zakhm is dil par ab talak,
ki zakhmon ke dard ke ehsaas se darte hain.
Izhaar-e-mohabbat ka fasana hai,
apne mehboob ko baas itna batana hai,
bechain hai hum kis kadar yeh soch kar,
ki unka jawaab abhi aana hai...
ye alag bat ke khud ko buhot tabah kiya
magar ye dekh trey sath tu nibha kiya
ajeeb tabiyat darwaish thi ke taj o takht
usi ko soump diya or badsha kiya
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*