woh shakhs aaj bhi hai mere dil ke aas pass
tanhaiiyon ka zakham jo dey kar gaya muje
Ajnabi shaher k ajnabi raste
mari tanhai per muskurate rahay
mai buhaat der tak yonhen chalta raha
tum buhat der tah yaad atay rahay
woh shakhs aaj bhi hai mere dil ke aas pass
tanhaiiyon ka zakham jo dey kar gaya muje
​
Janay us shakhs ko yey kaisa hunar ataa hai
Raat hoti hai tu aankhuun main utar ataa hai
Nasha Zaroori hai Zindagi k Liye
Per sirf Sharab hi Nahi bekhudi k Liye
Kisi Ki Mast Aankhon MAin Doob ja Faraz
Bara Haseen Samyndar Hai Khudkushi k Liye
​
Iski ankhon ko kabhi ghor se dekha hai faraz
sone walon ki tarah jagne walon jaise
Abb Na Woh Main Hoon Na Tu Hai Na Woh Mazi Hai Faraz
Jay Say Do Saye Tamana Kay Saraboon Main Milye
jis ko b chaha use shiddat se chaha hai "Faraz"
silsila toota nahi dard ki zanjeer ka
​
Apni Na-kaami ka Ek Yeh Bhe Sabab Hai FARAZ
Cheez Jo Mangtay Hain Sub Say Juda Mangtay Hain...!!!
Dil yohe be sabab udas hia aj
suna hia wo aya or mila bhi nahi
Tamana DArd-e-Dil ki ho to kr khidmat FAkeeron kiYe Gohar Milta nahi badshahon k khazeeno main
​