Namuradi ka ye aalam hay keh ab yaad nahi
too bhi shamil tha kabhi meri tamannaon mein
DONO Ne aik sath
ok main likhti hon ab.
Namuradi ka ye aalam hay keh ab yaad nahi
too bhi shamil tha kabhi meri tamannaon mein
one quartet of [1 of 4 wings]
The FIRST & ONLY School that i ever attended
Syedna Saifuddin Taahir High School
Aligarh Muslim University
ALIGARH, India
jo last word ata is se likhna ?
ya urdu ko dekhna
abi tak tu jo shair ka last word hota is se he likhte
iski ankhon ko kabhi ghor se dekha hai Faraz
soney walon ki tarah jagney walon jaise
umdaaaaa
Ek umer ki judai mera Naseeb ker k
Wo chala gia hay, Batain Ajeeb ker k
Fama yeh se likhna tha shair...
naaaaaaaz....
yaar ke dhaleez par jo qadam rekha main nay
bhol Gai saray sitam jo us nay mujh par kiya
Fama.......
YAAD BHI USKI YEH KEHTI HUWI DIL SAY NIKLI
AISI UJRI HUWI BASTI MAIN BHALA KIYA REHNA ..
Aliff
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Fama ne sahi tu likha tha ..jo word hona last is se he likhna
or hum roman main karte tu roman mian he likhey gai na last word se ...
aaj ke baad baat na hogi shayad
phir mulaqat na hogi shayad
D
is tarha kiya maaza aaye ga..
Daasta’an Khatam hone waali hay
Tum Meri AAKHRI MOHABBAT ho…!!!
wao
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*