yeh sajaya sajaya ghur saqi, meri zaat nahi mera haal nahi,
ay kaash kabhi tum jaan sako jo is sukh ne azaar dia.
Main lehlahaati shakh ko samjha tha zindagi
patta girra aur dars e fana dey gaya mujhey
yeh sajaya sajaya ghur saqi, meri zaat nahi mera haal nahi,
ay kaash kabhi tum jaan sako jo is sukh ne azaar dia.
Mehnat ka Silla Ehley-Khainat sey Na Maango
Murdey Kabhi Qabroon ki Khud'daai Nahi Detey
Yehi kante to kuch khuddar hai sehan-e-gulistan mein
Ke shabnum ke liye daaman ko phailaya nahi karte
khushi miley tu tere bad khush nahi hote
hum apni ankh main her dum milal rakhte hain
aao ik sajdaa kare.n aalam-e-madhahoshii me.n
kahate hai.n ke "Sagar" ko Khudaa yaad nahii.n
~Iss dil teri yaad k jalty hain charag
mana keh unki roshni tujh per aya'n nahi~
Kabhi kabhi woh mujhay itna yaad aata hai
Main zaidd may aa k usay yaad bhi nahi kerta..!!
Dosti sawan nahi jo toot k barsy or tham jay
Dosti phool nahi jo khily or Mur jha jay
Dosti to sans hai jo chalay to sab kuch hai
jo tooty to kuch b nahi.
Tujh say Dil ka nahi rooh ka rishta hai mera
Tu meri saanso may thleel hay khushbu ki terha