Is Tarah Hatheli Ki Ronak Mahaz Na Banao Hame
Qismat Bin Haath Walo Ki Bhi To Hoti He
isne dekha he nahi apni hatheli ko kabhi
is main kahe mera naam bhi tu hai.
I
Is Tarah Hatheli Ki Ronak Mahaz Na Banao Hame
Qismat Bin Haath Walo Ki Bhi To Hoti He
ek khawab bunaa tha lamha lamha
ek umar chuNi thei qatRa qatRa
jab neend khuli tu haath maiN aa'ya
ek chaand akela tanha tanha...
A
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Aaj To Mehfil-E-Yaran Pay Ho Maghroor Bohat
Jab Kabhi Toot Kay Bikhroo Gay To Yaad Aaon Ga
A
اُس کے بغیر آج جی بہت اُداس ہے
جالب چلوکہیں سے ڈھوںڈ لائیں اُسے
Yeh
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
yeh zindagi kuch bhi sahi
per yeh mere kis kaam ki
I
iss qadar zarf to rakhtay hain dunya walay
zindagi cheen k jeenay ki dua daitay hain
N
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
na tum bewafa ho,na hum bewafa hian
maagr kiya kahain,apni rahain juda hain
N
Na shaam hai, na ghani raat hai, na pichla pehar
Ajeeb rang teri chashm-e-surmageeN se mile
E
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
ek zindagi mili wo bhi adhori
ek tera sath mila wo bhi adhora
A