Ek pal ghamon ka dariya, eik pal khushi ka dariya
Thamtaa nahi hai kabhi bhi yeh zindagi ka dariya
ALIF
e ishq bhi hai ajab imtihaan-e-ahad- e-vafaa
vo aazamaaye mujhe aur main aazamaauun use
Ek pal ghamon ka dariya, eik pal khushi ka dariya
Thamtaa nahi hai kabhi bhi yeh zindagi ka dariya
ALIF
Ab Kiya Koi Kisi Ko Chahay?
Hamain Tu Ab Khud Se Bhi Muhabbat Nahe Rahi
yeh
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Yeh Sard Shaaman bhi kis qadar zaalim Hain
baazahir sard hoti hain,par in main dil sulagta hai.
Yeh socha tha barasti aankh uss ko rok le shayad
Magar ashkon ki kariyon se kahan zanjeer banti hai
Hazaar baar ki koshish magar mumkin nahin
Bhala khud hi banaane se kahan taqdeer banti hai
yeh
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Youn dekhtey rehna ussey achha nahi Mohsin
Wo kaanch ka paikar hai to PATHAR teri ankhein
ab samg agya ho ga
Last edited by whit rose; 26-12-2009 at 03:24 PM.
shair samjh nahi aaya
AARZOO, PHIR AARZOO KE BAAD KHOON_E_AARZOO
EK FIQRAY MAIN BIYAN HAI DASTAN_E_ZINDAGI
yeh
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Yeh Fakhar tou haasil hai, Burey hain ke bhaley hain
Do chaar Qadam Hum bhi, Terey saath chaley hain.
"Noon"
Na Dikha'ain Ge Kabhi Dil Pe Lage Zakhm Unhain
Dard Uthay Ga Magar Dil Main Daba Rakhain Ge
Ye
Ye mera sara hunar teri khushiyon se wabasta
Mere sare lafzon per teri hukumraani hai
Khel jo bhi thajaana ab kisaab kiya kerna
Jeet jiss kisi ki ho,hum ney haar mani hai
yeh
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*