utha kr phool ki pati nazakat say masal dali
ishary say kaha hum dil ka a sa haal krty hain
nazar jab tum se milti hai khud ko bhool jata hu
bas aik dharkan dharati hay mai khud ko bhoool jata hu
utha kr phool ki pati nazakat say masal dali
ishary say kaha hum dil ka a sa haal krty hain
Ù†Û Ø¬Ø§Ù†Û’ ÛÙ… Ú©Ûاں Ú¯Ù… ÛÙˆ Ú†Ú©Û’ Ûیں ....
جو ممکن ÛÙˆ -- تو ÛÙ… Ú©Ùˆ ڈهونڈ لاٶ ...
Na jana akelay yun dil tor ker tum,
Hijr k zehr ko hum kesay piyain gay,
bohat umda bait bazi hoi hai. Hamare watan main poet ki kami nahin hai
Ye koe pal bhar ki pehchan nahi..
Dosti naam hai sada sath nibhane ka
Aaa Kisi Rauz Teri Rooh Main Utar Jaaoun
Saath Rahoon Tere Na Kisi Ko Nazar Aaaoun
Chahe Bhi To Koyi Choo Na Sake Mujh Ko
Tu Kahe To Yun Teri Zaat Main Bikhar Jaaoun
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
na tujye choor saktay hai tere hu b nahi saktay
ya kasi be_basii hai aj hum roo b nahi sakte
Ehsas e Mohabbat se kisi gosha i dil men
Jab chot ubhar aaee to lagta hai ke tum ho...
oss pal ko bhlaoo ake pal k liya.
jis pal main milay hum har pal k liya.
who pal bhee tham gay kuch pal k liya.
aj phir tum yad ahay pal pal k liya
Agar Lag Jaaye Koi Chot Tumko Ya Ho Jaaow Tum Pareshaan
Tou Meray Haq Main Wo Saari Takleefein Maangta hoon
Noon