jis k maathay per nai subah ka jhoomar hoga
hm ne us waqat ki dulhan ko bahot yaad kiya
laakh zamana zulm Dhaaye, waqt na wo Khuda dikhaye
jab mujhe ho yaqee'n k tu haasil-e-zindagi nahin
ღ Uรмαи ღ
jis k maathay per nai subah ka jhoomar hoga
hm ne us waqat ki dulhan ko bahot yaad kiya
yeh khyal -e- kham na kar kabhi ke ghulam -e- waqt hai aadmii
teri zindagi kii bulandiyaan ye nazam -e- shams -o- qamar nahin
Last edited by Azeez; 25-03-2008 at 12:44 AM.
Yeh mukhtasar sa haal hai rukhsat ke waqt ka
Ankhon main aansu aur Dil beqaraar tha.
Tanhayee main dil ab khonay laga
apnayit ka ahsaas kam honay laga
milay to ham hazaron say
lekin teri bairukhi say dil ronay laga
Baydam yehi tu 5 hain maqsood-e-Kainaat
Shabir (A.S), Fatima (S.A),-O- Hasan(A.S), Mustafa (Saw), Ali (A.S)
Bohot khuub kaha kaha apnay
nice shringz dearzzzzzzzzzzzzzzzz
UTAR BHI AAO KABHI AASMAAN KE ZEENAY SE
TUMHAIN KHUDA NE HUMARE LIYE BUNAYA HAI
Tera Tareeq Ameeri Nahi Faqeeri Hai
Khudi Na Baich Ghareebi Main Naam Paida Kar
Last edited by shaan; 01-04-2008 at 07:44 PM.
Hum Roh-e-Sfar Hain Hamain Namoon Sai Na Pechaan
Kal Kisi Aur Naam Sai Aa Jain Gain Hum Loog