ye ishq nahi aasa, Itna to samajh lejiye...
Ek Aag ka dariya hai, aur doob ke jaana hai ..
Yeh samajh lo ke gum e ishq ki taqmeel hui hai
Hosh main aake bhi jeb hosh main aaye na bane
yeh
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
ye ishq nahi aasa, Itna to samajh lejiye...
Ek Aag ka dariya hai, aur doob ke jaana hai ..
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
Yeh acha ha k apas k bharam na tootnay paien
Kabhi bhi doston ko aazma k kuch nahi milta
'Alif'
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Aik suljha hua sa fard samajhty hain mugh ko log
Aik uljha hua saa mugh me koi or b hai
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
Yahaan ke sare mazameen ikhtiyaari hein
yahaan jo ro na sake muskurane lagta hai...............
Yeh.....
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Ye Mumkin Nahi Ke Sab Log Badal Jatey Hain
Kuch Halaat Ke Saanchon Me Bhi Dhal Jatey Hain
Khaali Haathon Ko Kabhi Ghaur Say Dekha Hai Faraz
Kis Tarha Log Lakeeron Say Nikal Jatey Hain
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
Na-Jaany kon Sa Aansoo kiSsi Say kia Kah Day ~
Hum ISsi Khiyal Say Nazar Jhukaye Baithy Hain
Next : "N"
Na Ham hote, Na tum hote, Na hi ye Silsila hota
Na dil hota, Na dil rota, Na dil se dil juda hota
Next = A
Apna Saath dey Ya Qaid-e-Tanhai de
Mje Kuch b dey magar pyar intahai de
Meri Ankho Pe Yun Naksh hai aks Tera
Me Khud Ko b Dekhoon to tu Dikhai de
yeh
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
ye hameha mere pass 'ye' hi q hai
Yeh Yaad Tha K dUa KarOn Par Uthey Rahey Meray Haath yOn
Jaisey KhwaahishOn Key HajOom Mein Kahien Khou Gaii Teri AarzOo
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!