Mohabbat ho gayi jinse shikayat unse kya hogi,
Zuban tak baat jo aayi yakinan woh dua hogi,
Agar woh ruth gaye mujhse,
Toh zaroor koi meri hi khata hogi.
Abke hum bichere to shayed kabhi khawabon
Mein mile,
jaise sookhe hue phool kitabon mein mile.
Last word " Mile "
Mohabbat ho gayi jinse shikayat unse kya hogi,
Zuban tak baat jo aayi yakinan woh dua hogi,
Agar woh ruth gaye mujhse,
Toh zaroor koi meri hi khata hogi.
ya arzoo hay ka aankhain har shab
sirf tumhara hi khawab daikhain
yah
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
Yun b hoa meri ankho se ansu chalak pare.
Tasavuur mai kabhi tera chehra jo a gaya
Alif
inhi raston nay jin pay kabhi tum thay sath meray
mujhay rook rook kar poocha tera hamsafar kahan hay
ya
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
Ye khuda ki dain ajeeb hai k isi ka naam naseeb hai
Jisay tu ne chaha wo mil gaya, jisay main ne chaha wo mila nahi
"Ye na thi hamari kismet ke
visale- yaar hota,
ager aur jeete rehte to yehe
intzaar hota."
Agla sher " Intzaar" pe hoga.
Last edited by R. M. Dixit; 21-11-2010 at 10:39 PM.
dil
dil ko kahan qabool dimagoon k faisley
dil to muhabatoon k qabilay ka ferd hai