iss daur mein bach kar be kahan jayein
jo aag barsatey hein wo apnoon ke hi saye hein!!
Us Shakhs ko dekh ker aik hi khayaal dil main aata hai
Aakhir Woh shakhs konsey Sabun se nahata hai ...
Sach Hai, Baja Hai ,Mujhsey Shikayat Janab KiSeh Seh K Mainey Zulm,Hai Adat Kharab Ki
iss daur mein bach kar be kahan jayein
jo aag barsatey hein wo apnoon ke hi saye hein!!
iss daur mein bach kar be kahan jayein
jo aag barsatey hein wo apnoon ke hi saye hein!!
Jan-o -dil hein udas se mere
Uth gaya kaun paas se mere.
dil
in ki sadaqaton pe koi shak na kar sake
Tum kitaab-e-dil ki unhi aayaton mei ho
Zakhm ne daad na di tang-e-dil ki ya rub
Teer bhi seen-e-bismil se parafshan nikla.
oron say maira tarze nigarish hi alag hay
nuqsan mojhy apni hi tahreer say ponhcha..
Maire liye jahan main koi khushi bhi nahin
Kahan tek derd sahun dil hai koi pather nahin.
Koi bhi is sher ke alfaz
se agla sher tayyar kerle.
Last edited by R. M. Dixit; 15-12-2010 at 09:49 PM.
kya laayaq-e-sitam bhii nahin ab main doston
patthar bhi ghar mein aaye zamaane guzar gaye