Gum nahin hai judayee ka mehboob
Isme meri taqdeet ka kasoor sara.
Main he na pachaan saki fitrat tumari
Isme meri nazron ka kasoor hai saara.
yon to galat nahi hai chehron ka tausar bi magar
log waise bhi nahi jaise nazar aate hain
Gum nahin hai judayee ka mehboob
Isme meri taqdeet ka kasoor sara.
Main he na pachaan saki fitrat tumari
Isme meri nazron ka kasoor hai saara.
mujhe sy kya pochity ho zindagee ke bary main
AJABANI bataye kya ajnabi ke bary main
]main ne chaha tum ko , tum ne chaha kisi our ko
khuda krye jisy tu chahye wo chahye kisi our ko [/B][/B][/SIZE]
yaad karna har gharri us yar ka
hai wazifa mujh dil-e-bimar ka
Last edited by love4all; 22-10-2011 at 01:50 AM.
Kyon Her Koi Chhor Jata Hay Tnha MujhkoMay Mazboot To Bohat Hoon Magar Pathar To Nahi
Aansoo bhi ajab hote hain kb jgte kb sote hain
Kb kis baat pr hans pdte hain kb kis baat pr rote hain
Soona mn soona hi darpan sb kuch soona lgta hai
Meri khi huyi baat nhin hai kuch pl aise bhi hote hain
Waqt ka dariya jb chlta hai sb kuch isme beh jata hai
Khwab ho ya fir khwahish koi sare isme kho jate hain
Ujiyare mey hum sb aksar apno tk hi reh jate hain
Andhiyare ki aahat pr hum chand sitaron tk jate hain
Dil Behal Jaye Musaraat Se Mera Eid K Din
Aye Ghumay Yar Mere Pas Na Aa Eid K Dn
Phr Muje Qarb Ki Sooli Pe Charhane Waly
Yad Aya Tera Paimanay Wafaa Eid Kay Dn
Friends 10 din se Bait Baazi
kisi ne jhaank ke abhi na dekha
to main Pichle sher ke alfaaz wafa
se Ghalib Saheb ka Sher kah deta hoon.
Wafa kaisi kahan ka ishq, jab sir phorna thahra,
To phir Ae sangedil tera he sange aasta kyon ho.
Agla Sher "Kyon " pe banaye. Shukriya !
Last edited by R. M. Dixit; 18-11-2011 at 07:53 PM.
*. . .Ajeeb rishtay hein ye chahtoon k beech,
wAs!
Koi kisi ka sab kuch hai aur
koi Kisi ka
'KUCH B Nh. . .*