ye kurbatain to bohot imtihan laiti hy...
kisi se wasta rakhna to door ka rakhna...
Alif
in aankhon se mat poncho yeh tumhain kitna chahti han
samnader k kinare se gihraei nazar nahi ati
ye kurbatain to bohot imtihan laiti hy...
kisi se wasta rakhna to door ka rakhna...
Alif
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Ab To Kisi Bhi Baat Pe Aitabaar Nahi Hota
Hote Hain Bus Samjhote Dilon Ke Koi Pyar Nahi Hota
Kitna Bhi Samjha Lain Hum Iss Dil_E_Nadaan Ko
Ek Qatra Kabhi Koi Saagar Nahi Hota
Dil Mein Liye Hasrat Kisi Ki Yeh Umar Guzar Jaati Hai
Ke Taqdeer Pe Kisi Ko Apni Ikhtiyaar Nahi Hota
Lagte Hain Jo Pal Suhane Woh Hain Bus Mere Khawabon Main
Haqeeqat Mein Kabhi Khushi Ka Deedar Nahi Hota
Dhal Jaate Hain Ye Ashk Ek Aur Gham Ki Raah Liye
In Honton Ko Ab Kisi Hansi Ka Intezaar Nahi Hota
A
Last edited by Mohammad Sajid; 29-05-2010 at 12:17 PM.
ye shair hai
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Iflaas ne bachon ko bhi tehzeeb seekha di
sehme howe bethe hain shararat nahi karte..!!
Yeh
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Ya Raab Ab To Koi Taabir Bakhsh Day
ka Aankhain Thak Gai Han Khawab Buntay Buntay
yah
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
~Yun tu kehny ko bohat say loog shanasa mery
Kaha lay jaon tujhy aye dil-e-tanha mery~
next Yeh
یارب وہ نہ سمجھیں ہیں نہ سمجھیں گے میری بات
دے اور دل انکو جو نہ دے مجھکو زبان اور
Rey
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Ro Laitay Thay Hass Laitay Thay Bus Ma Na Tha Jub Apna Jee
Tum Nay Hamay Dewana Kaha Aesai To Koi Baat Na Thi
Yah
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
yehi hay andaaz-e-taghaful tu qayamat hugi
kiya karega wo,, jisay tum say muhubbat hugi..!!
yeh
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*