نہ اتنا ٹوٹ کے ملنا کہ دل میں شک گزرے
خلوص میں بھی ضروری ہے کہ فاصلہ کھنا
یہ لہجہ، یہ عداوت، یہ طرزِ محبت تمہارا
سمجھ پاؤں تو اُلجھ جاؤں، نہ سمجھ پاؤں تو بکھر جاؤں
نہ اتنا ٹوٹ کے ملنا کہ دل میں شک گزرے
خلوص میں بھی ضروری ہے کہ فاصلہ کھنا
inhi raston nay jin pay kabhi tum thay sath meray
mujhay rook rook kar poocha tera hamsafar kahan hay
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
Yeh aur baat k izhaar na hosaka hum se
Nahin hai tum se muhabbat ye kon kehta hai ..
Last edited by Vampire; 09-12-2010 at 01:18 AM.
ایک تھا موسم وفا جس کی ہمیں تلاش تھی
اپنے نصیب میں مگر اور ہی کچھھ عذاب تھے
Yun phir raha hay kanch ka paikar liey huwey
Ghafil ko yeh Ghumaan hay k Pathar na aaey
Yeah aek kaar-e-mohobbut na mujh se chinn ja'ey
Mujhey to aur koi kaam bhi................. nahii Aata
Aik suljha hua sa fard samajhty hain mugh ko log
Aik uljha hua saa mugh me koi or b hai
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
iK Aag Thii Keh Jaltey Rahey Jis Mein Umar Bhar
iK dArd Tha Keh Jis Mein Khyanat Kabhii Na Kii
ik khalish abh bhi mujhay bechain karti hai Faraz
Sun kar meray marnay ki khabar woh roya kyun tha.....
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!