yehii hasratt thii tere sathh sathh chaltayyy,,,,yehh orr baatt haii keehh touu humaaii milla hii nahii
Azab-e-Deed main Ankhain Lahu Lahu Kar Kay
Woh Ja Raha hai MAktal Ko Sarkhuru Kar Kay
Yeh
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
yehii hasratt thii tere sathh sathh chaltayyy,,,,yehh orr baatt haii keehh touu humaaii milla hii nahii
Yoon hasraton ke daag mohabbat main dho liye
Kuch dil se dil baat kahin aur ro liye.
Mere dil mein basi hararat ho tum,
Meri aankhon ko mili shararat ho tum,
Dekhun tumhein to paalun mein duniya,
Na milo to milne ki baghavat ho tum
Naasir bohat si khuwahishen hain dil mai beqarar
Magar kaha se laaon wo be fiker zindagi
Last edited by Killer; 24-01-2011 at 08:58 PM.
bech main se word b le saktey hain
Zindgi kuch bhi nahin phirbhi jiye jaate hai,
Tujh pe A waqt hum ehsaan kiye jaate hai.
Mohtera ek month se kisi
ne bhi sher nahin pesh kiya
Bait - Main. Main ek naya pesh.
Zindgi pe Sher likh deta huin:
"Saans lene ko he jeena nahen kahte
Zindgi thi jo tere vasl tere waqt ka imtaan hota.'"
Agla Sher "Waqt" pe likhiye,
Last edited by R. M. Dixit; 25-02-2011 at 10:01 PM.