Na jaane kitne gile ismain muztarib hain nadeem
Wo ek dil jo kisi ka gilaa-guzaar nahin.
Noon
meri zindagi ko rangon se bhar de janah
mujhey apna bana kar le chal kahe...!!!
NOON
Na jaane kitne gile ismain muztarib hain nadeem
Wo ek dil jo kisi ka gilaa-guzaar nahin.
Noon
neend uski hia , dimag uska hia,sochain uski hian
teri zulfain jis k bazoon per pareshan hogaye...
Yeh
Yeh tere badan kii aanch hai ki dopaher ki dhoop
Julfon ke saaye ko bhi paseena - sa aa gaya.
Alif
Ab Tum ko bhool janay ki koshish keray gay Hum
Tum say bhi ho sakay to na ana khayal may..!!
Noon
“Meri tanhai ko zaroorat hai tmhari ~Mohsin~
Agar ejazat ho to yadon me basa lon tm ko..
jis lafz se shair khatam ho us he lafz se agla shair likhtey hian.
KO
Wo aap apni nazer main samaaye jaate hain
Sawarte jaate hain aur muskaraye jaate hain.
Noon
Mohterma batayen ye sahi hai ya galat?
hurf he akhri ap tu sahi liktey hain maine unko kha hia ..