yeh thek hia k nahi marta koi judai main
Khuda kisi ko kisi se magar juda na karey...
Yeh
Aankhon se dur, subeh ke taare chale gaye
neend aagayi to gam ke taare chale gaye.
YE
Last edited by R. M. Dixit; 13-02-2015 at 07:24 PM.
yeh thek hia k nahi marta koi judai main
Khuda kisi ko kisi se magar juda na karey...
Yeh
Yeh kuch nahin khula ki jali shame kis liye
Itna suna ke khaak main perwana mil gaya.
Alif
Last edited by R. M. Dixit; 18-02-2015 at 09:42 PM.
ab bhi wo pass nai hai leken
is qadar dor kha tha pheley...
Yeh
Yeh yaad kerke aur bhii takleef hoti thi 'Aleem'
bhool jaane ki siwaa aur koii bhi chaara na tha.
Alif
Ab ke ham bhichre to shaed kabe khawaboun mein milein
Jis tarah sukhe huwe phul kitaboun mein milein
NOON
Na ham tumeh jaane na tum hamain jaano
Mager lagta hai kuch aisa meraa humdum mil gaya.
Alif
Ajeeb ShakhS HooN Manzil Se Chaahta HooN Faraar
Har Aik Gaam Pai Ruk Kar Tujhay Talaash KarooN.
noon
Na kahiye, haan na kahiye aap ko mujhse mohabbat hai
Nigaahen khud de dengi jawaab, aahista - aahista
Alif
Last edited by R. M. Dixit; 02-03-2015 at 07:42 PM.
Aangen kay ghenay pair kay neechay Teri yaadien
Mela sa lgaa deti hain acha nahi kerti....!!
Yeh