na janey kio yeh sansain chal rahe hian
main apni zindagi tu jee chuka hon...
NooN
Dard ka aap mere yaqiin karen ya na karen
Gujarish itni ki is raaj ka charcha na karen.
Noon
na janey kio yeh sansain chal rahe hian
main apni zindagi tu jee chuka hon...
NooN
Na gul khile hain, na unse mile hain, na mai pe hai
Ajeeb rang main abke bahaar gujri hai.
Yeh
yeh log kaise magar dushmani nibhatey hain
hamain tu raas na aye mohabbatain karni...
Yeh
Ye dil, tamaam nafaa hai saudaa -e-ishq main
Ek jaan ka jayaan hai so aisaa jayaan nahin.
Noon
Na Meray Kalam Say Likhi Gai, Na Meri Zuban Say Ada Huwai
Jo Nazar Say Kahnay Ki baat hay Na Haraf Main Samaiy Gi
Koi Phool Chunta Hay Kis Tarah, Koi Dhool Hota Hay Kis Tarah
Yah Waqat Waqat Ki Baat Hay, Tughay Zindagi Bataye Gi..
Yeh
Ye sange nishaan hai manjil-wehdat ka
Paida na hua fir koii is surat ka
Insa jishe kahte hain duniya waale
Kadde - adam aina hai kudrat ka.
Alif
Last edited by R. M. Dixit; 23-11-2015 at 06:12 PM.
aa ja keh intezar kay sab diye bujh gaey
kab tak tasawraat ki mehfil sajaein hum
Meem
Machal-machal se gayin hain fajayen-do-alam,
Mera khyaal hai wo be naqab aaye hain.
Noon
Last edited by R. M. Dixit; 30-11-2015 at 12:22 PM.
najaney kio meri ankhain barsaney lagti hain
jo sach kahon tu kuch aisa udaas hon bhi nahi...!!!
Noon