Ye kah - kah ke hum dil ko bahla rahe hain
Wo ab chal chuke hain wo ab aa rahe hain
Noon
yeh tujh ko jagtey rehne ka shok kab se hua
mujhe tu khair tera intizar karna hai...
Yeh
Ye kah - kah ke hum dil ko bahla rahe hain
Wo ab chal chuke hain wo ab aa rahe hain
Noon
nadaamaten hon to sar baar-e-dosh hotaa hai
'Faraz' jaaN ke evaz aabaruu bachaa le jaa
"alif"
Andaaze-waffan Choodon, akhuovvet chodu
insaaf ka dil todu , murrvat choodun
Nafrat bhari duniya ka takaaza yeh hai
Main pyaar se mooh moodu , mohabat chodu.
Yeh
Last edited by R. M. Dixit; 31-01-2016 at 09:20 PM.
waow se baney ga shair...
wo is andaz ki mujh se mohabbat chahta hai
merey her khawb per apni hakomat chahta hai...
G Baja Phamaya
Yehi hai aazmana to satana kisko kahte hain
Addu ke holiye jab tum, to mera imtahaan kyo ho.
Woh
Last edited by R. M. Dixit; 01-02-2016 at 08:15 PM.
waqt tezi se badaal gaya
aur tum waqt se bhi tez nikley...
Yeh
Ye kaise bebasi hai, hosh mai aana koi jaruri to nahin
Kafan per jaane do zindgi pe, dafnana jaruri to nahin
Noon
Last edited by R. M. Dixit; 04-02-2016 at 07:04 PM.
na haye rang se roye na hansey
koi fun bhi tu nahi aya hum ko...
Woaw
Wohi Jawa'n hAi Qabeely ki Aankh ka Tara
Mazi ho Jiska Be-Dagh, Aur Zarb Ho Karii !!
ye
,,,ÙˆÛÛŒ تو سب سے Ø²ÛŒØ§Ø¯Û ÛÛ’ Ù†ÙÚ©ØªÛ Ú†Ùیں میرا
..!!!â€Ø¬Ùˆ Ù…Ùسکرا Ú©Û’ ÛÙ…ÛŒØ´Û Ú¯Ù„Û’ لگائے مجھے