Alif banta hia rehta se...
Aaj To Mehfil-E-Yaran Pay Ho Maghroor Bohat
Jab Kabhi Toot Kay Bikhroo Gay To Yaad Aaon Ga
alif
Alif banta hia rehta se...
Aaj To Mehfil-E-Yaran Pay Ho Maghroor Bohat
Jab Kabhi Toot Kay Bikhroo Gay To Yaad Aaon Ga
alif
aap meri class leyni hai? uff ab mainey kya kiya?
acha woh matleb nahin tha aapka... to mainey to urdu seekhni hai.. woh seekha sakti hain aap?
aor kya subjects ki maserni hain aap?
ji mainey bhi to yehi keha tha ke alif ko marein goli.. last letter (jiske end main alif aata hai usko use kerein)
khair jo bhi sab ko pasend hai karein.. mujhey koi prob nahin.. bus poetry achi honi chahiye..
Ekk Khawab Hai, Iss Khawab Ko Khona Bhi Nahin Hai
Taabir Key Dhage Mein Parona Bhi Nahin Hai
yaad main teri jahan ko bhool jata hon main
bholney waley kabhi tujh ko bhi yaad ata hon main...
Noon