Yun Tark_E_Mohobbat Tera Eman Ho Shayad
Tere Seene Main Bhi Koyi Toofaan Ho Shayad
Mat Mujhe Aazma Itna Ke Dum Nikal Jaaye
Mere Wajood Main Teri Bhi Jaan Ho Shayad
hhhmmm.......... ye "E" kona harf hay???
i think next is "ye"
ya abr-e-karam ban k baras khushk zameeN pr,
ya pyaas k sehra meiN koi rasta dikha dey...
"ye"
poochtay ho to suno kaisy basar hoti hay
rat khairat main, sadqay main sahar hoti hay
Yun Tark_E_Mohobbat Tera Eman Ho Shayad
Tere Seene Main Bhi Koyi Toofaan Ho Shayad
Mat Mujhe Aazma Itna Ke Dum Nikal Jaaye
Mere Wajood Main Teri Bhi Jaan Ho Shayad
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
hhhmmm....... daal
din chaRhy waadoN ki khushbu se basa luN khud ko,
shaam aye to maiN her shay se mukerna chahuN...
"noon"
poochtay ho to suno kaisy basar hoti hay
rat khairat main, sadqay main sahar hoti hay
hhhmmm... "ye"
yaad us ki dheery dheery ja'ye gi,
ja k bhi sau bar wapas aaye gi...
poochtay ho to suno kaisy basar hoti hay
rat khairat main, sadqay main sahar hoti hay
yeh sub loog kehtay hain k tum chanchal tabiat ho
magar tum samnay maray shararat kyun nahi kartay
yeh
hhmmmm......... "ye"
ye masail-e-tasawuf, ye tera bayaan Ghalib
tujhy ham wali smajhty, jo na bada-khawr hota...
"alif
poochtay ho to suno kaisy basar hoti hay
rat khairat main, sadqay main sahar hoti hay
Akele To Hum Pehle Bhi Jee Rahe The
Kyun Tanha Se Ho Gaye Hain Tere Jane Ke Baad
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا