"Humay bhi dukh hai dil-e-zinda dil kay mernay ka
kisi kay pas mager kab ilaaj is ka tha....."
Aj fir mosam nam hova mere ankho ki tarah faraz...
Shaid kehin badlo ka bhi kisi ney dil tora ho ga....
There is no good or evil,there is only power and those
too weak to seek it!!
"Humay bhi dukh hai dil-e-zinda dil kay mernay ka
kisi kay pas mager kab ilaaj is ka tha....."
i cant undersatnd
last g pr khatm hoa tha n next h say start .........
oh sorry maine word chose karliya tha shair main se
waise word bhi chose karlain tu bura nahi hia
اداسی جس کے دل میں ہو اسی کی نیند اڑتی ہے
کسی کو اپنی آنکھوں سے , کوئی سپنا نہیں دیتا
aaj tak apni bekali ka sabab
khud bhi jana nahi k tujh se kahian...
nazuki us k lab ki kia kahiyain
phankhari ek gulab si hay
Ye Zaroori To Nahin Ke Suraj
Sawa Naize Par Aaye
Jub Koyi Apna Badal Jaaye
Qayamat Ho Hi Jaati Hai
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
yah kiya, k sab sey biyan dil ki halatain kerni
faraz tujh ko na ayi, muhabatain kerni
yah qarb kia hay k tu samney hain aur hamain
shumar abhi sey judai ki sayatain kerni
Last edited by Fama; 20-07-2009 at 05:09 PM.