Tere mashwaray k khaloos par mujhe tark-e-ishq qabool hai...
Magar aik baat hai hamnasheen meri zindagi ka sawal hai....
Is Dil_E_Hasti Ko Us Se Pyar Hai Bohot
Magar Wo Shakhs Bhi Fankaar Hai Bohot
Na Milo To Milne Ki Justujoo Bhi Nahin Karta
Aur Milta Yun Hai Jaise Mera Talabgaar Hai Bohot
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
Tere mashwaray k khaloos par mujhe tark-e-ishq qabool hai...
Magar aik baat hai hamnasheen meri zindagi ka sawal hai....
yaad-e-maazi azaab hay yah RAB
cheen ley mujh sey, hafiza mera
A Taiz Hawa Koyi Khabar Us Ke Junoon Ki
Tanha Safar_E_Shoq Pe Nikla Tha Jo Ek Shakhs
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
Shab bhar khailen apas me,
Do ankhain ik khwab aur main
neend ati ha magr khuwab nhi atey
mujh se milney merey ehbaab nhi atey
ya to un ki dosti bohat nayab ha logon
ya mujh ko dosti k adaab nhi atey
Yeh Mera hosla hai tere bagair
Sans Leta hon baat karta hon
Very Nice
Last edited by Mohammad Sajid; 21-07-2009 at 05:02 PM.
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
Na Maang Khushi Ka Ek Lamha Bhi Dunya Se
Ye Wo Qarz Hai Jisay Utaare Ga Umar Bhar
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
Raaz-e-Dil na sunana kisi ko Faraz...
Duniya main sab hum-raaz badal jatay hain...
Kisi ke bicharnay se koi mar to nahi jata...
Haan magar jeenay ke andaaz badal jatay hain...