Ay abr-e-Mohabat tu kahin aur baras ja...
Mein rait ka teela hun meri payaS boht hai..
Na Sataao Itna Ke Main Rooth Jaaoun Tum Se
Mujhe Acha Nahin Lagta Apni Saanson Se Khelna
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
Ay abr-e-Mohabat tu kahin aur baras ja...
Mein rait ka teela hun meri payaS boht hai..
yah dil hi tha jo seh gia, wo baat asi keh gia
kehney ko phir kia reh gia? ashkon ka dariya beh gia
keh ker jab wo dil-bar gia, tarey lia main mar gia
rootey hain us ko raat bar, main aur mari awargi
hum bhi kabhi abaad they, asey kaha barbaad they
be-fiker they azaad they, masroor they dil-shaad they
wo chal asi chal gia, hum bujh gaye dil jal gia
nikley jala k apna ghar, main aur mari awargi
Last edited by Fama; 22-07-2009 at 12:36 PM.
last word tha "hai" .... "YEH" banta hay last word ???
ok...sorry
No PRB
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
is tarah pehron tujhe sochta rehta hon main
meri her sans tere naam likhi ho jiase
E
Ek Din Us Ka Pyar Barsa Tha
Aur Main Bheegta Raha Barson
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا