Page 51 of 247 FirstFirst ... 41495051525361101151 ... LastLast
Results 501 to 510 of 2469

Thread: ~!~ BaitBazi ~!~

  1. #501
    Mohammad Sajid's Avatar
    Mohammad Sajid is offline * خاک نشین *
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: ~!~ BaitBazi ~!~

    Ye Laug Kaise Magar Dushmani Nibhaate Hain

    Humein To Raas Na Aayi Mohobbatein Karni
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  2. #502
    Join Date
    Jul 2009
    Posts
    635
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: ~!~ BaitBazi ~!~

    Inhi RASTON ney, jin pa kabhi tum they sath marey
    Mujhey rook rook ker poocha, bata tera HUMSAFER kaha hay?

    Marey sath chalney waley, tujhey kia mila safer main
    Wohi dukh bhari zameeN hay, wohi gham ka asmaN hay

    By Faraz

  3. #503
    Mohammad Sajid's Avatar
    Mohammad Sajid is offline * خاک نشین *
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: ~!~ BaitBazi ~!~

    Ye Meri Baat Nahin Sub Yehi Kehte Hain

    Dushman_E_Jaan Ko Maseeha Nahin Likha Jaata
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  4. #504
    Join Date
    Jul 2009
    Posts
    635
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: ~!~ BaitBazi ~!~

    Ab tari YAAD sey WAHSHAT nahi hoti mujh ko
    ZAKHAM khultey hain, AZIYAT nahi hoti mujh ko

    Ab koe Aye, chala Jaye, main khush rehta hoon
    Ab kisi shakhs ki HAJAT nahi hoti mujh ko

  5. #505
    Mohammad Sajid's Avatar
    Mohammad Sajid is offline * خاک نشین *
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: ~!~ BaitBazi ~!~

    O Se Kaun Sa Sher Banta Hai
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  6. #506
    Join Date
    Jul 2009
    Posts
    635
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: ~!~ BaitBazi ~!~

    Apney sey bana loo koe....

    Itna Shairy parhtey ho...ek shair tu bana hi lo gey

  7. #507
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~!~ BaitBazi ~!~

    o se kaun sa hoga

  8. #508
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~!~ BaitBazi ~!~

    K se karletey hain yaar is se nahi samajh aying

    Khuwab jhoote kisi ko dikhaya nahi karte,
    Mere dost! Yun kisi ko satya nahi karte,
    Ek baar yun kisi ko keh ker apna,
    Daman phir uss se churaya nahi karte,

  9. #509
    Mohammad Sajid's Avatar
    Mohammad Sajid is offline * خاک نشین *
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: ~!~ BaitBazi ~!~

    Naz Ne Cheating Ki



    @

    O Jaane Waale Laut Ke Aaja Tujh Ko Pukaare Mera Pyar

    Teri Kasam Tu Aaye Na Aaye Main Karoon Ga Tera Intezar



    Shayri Hi Hai Na

    Next R
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  10. #510
    Join Date
    Jul 2009
    Posts
    635
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: ~!~ BaitBazi ~!~

    Quote Originally Posted by Silent Tears View Post
    Naz Ne Cheating Ki



    @

    O Jaane Waale Laut Ke Aaja Tujh Ko Pukaare Mera Pyar

    Teri Kasam Tu Aaye Na Aaye Main Karoon Ga Tera Intezar



    Shayri Hi Hai Na

    Next R
    ,,,,Ji janad, shair hi hay, guzara ho gia hay

    Rakain KHUDA ney do rastey mujhey AZMANEY k lia
    Wo CHHOR dey mujhey, ya main chhor doon usey, zamaney k lia

    Nahi ki zindagi main, main ney koe Naiki.......
    Par parhi hay chup k kuch namazain, usey PANEY k lia


Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •