aa ja k aaj tujh ko main ji bhar k dekh loN
shaid ham phr milaiN to ye zooq-e-nazar na ho
Aaj rootha hua ik dost boht yaad aya
acha guzra hua kuch waqt boht yaad aya
A
aa ja k aaj tujh ko main ji bhar k dekh loN
shaid ham phr milaiN to ye zooq-e-nazar na ho
wao se likh deti hon 0 se kha se lao
Woh Khaak Hum Hain Haya Jis Ka Arsh Pay Hai Muqaam
Chaman Kay Phool Nahi Hain Kay Hum Bikhar Jaye Gay
Y
Yeh gham nahin ke tera gham saha nahin jata
Sitam yeh hai ke kisi say kaha nahin jata
A=Alif
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
اِک ہِجر جو ہم کو لاحق ہے تا دیر اسے دہرائیں کیا
وہ زہر جو دِل میں اتار لیا پھر اس کے ناز اُٹھائیں کیا
Itni Shidat Se Mujhe Us Shaks Ne Manga Nadeem...
Dushmani ke Bavjood Inkar Ki Surat Na thi...
Intezare-e-saba raha barsoon!
Ek dareecha khula raha barson
na daikh k wo gunahgaar hai kitna
daikhna hai tau ye daikh k wafadaar hai kitna..
A
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Aks-e-khushbo hon bikherney se na rokey koi
or bikhar jao tu mujh ko na sametey koi.
I
Is Shere e Kharabi Men Gham e Ishq Ke Mare...
Zinda Hain Yahi Baat Bari Hai Payare...