Aey dost ham nay tark e ta,alluq kay bawjood
mehsoos ki hay teri zaroorat kabhi kabhi
Wo mera dost hai saare jahan ko hai maloom
Daga kare wo kisi se to sharm aaye mujhe.
Sher ke kisi bhi alfaaz
se naya sher banale.
Last edited by R. M. Dixit; 24-12-2010 at 06:34 PM.
Aey dost ham nay tark e ta,alluq kay bawjood
mehsoos ki hay teri zaroorat kabhi kabhi
Irada tha terk e talluk ka lekin
farebe tabuusam main phir aagaye hum
abhi khaake thoker sabhal bhi na paye
ki phir khayee thoker samhalte sabhalte.
Ye hum hi hain jo tera derd chuppa ker dil main
kaam duniya ke ba.dastour kiye jate hain
~Dil bhot udaas hia leken
tum na aao tu koi zor nahi..~
Dil ko kya hogaya Khuda jaane,
Kyon hai aisa udaas kya jane.
Ek zindagi mili jo safar main guzar gaye
Ek zindagi tere intizar main basar horahe hai.
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
ajeeb tarahan kay waswason main ghiri hai zindagi
umeed hai na aas hai yeh dil bohut udass hai
ye ham hi hain k taira dard lie seenay main
kam dunya k badstor kiye jatay hain
titlion ko barish main kun pakrna chahon main
ye mairi odasi ko kam to kar nahe sakteen
Bhari duniya main faqt mujh say nigaahain na churaa
Ishq per bus na chalay ga teri daanaai ka