Mohobat hoi kyun akhir
tmha phela sa malom tha
yeh sirf dard deti ha
zindagi barbad karti ha
dil be sukoon rehata ha
bhot hi dard milta ha
tmha sb malom tha akhir
khud naraz hota ha
wo issa najaiz kheta ha
ishq e haqiqi me mohobat aik rukawat ha
tmha malom tha akhir
tmhara tarpta dil mujh sa dekha nahi jata
magar yeh halat tmhari apni karni ha
mujha tm bus itna batao
mohobat hoi kyun akhir


yeh poem mena ishq e mijaz par likhi ha
or is me jo aj kal ki mohobata hoti hen girls boys ki un ka bara me