-
Mohobat hoi kyun akhir
Mohobat hoi kyun akhir
tmha phela sa malom tha
yeh sirf dard deti ha
zindagi barbad karti ha
dil be sukoon rehata ha
bhot hi dard milta ha
tmha sb malom tha akhir
khud naraz hota ha
wo issa najaiz kheta ha
ishq e haqiqi me mohobat aik rukawat ha
tmha malom tha akhir
tmhara tarpta dil mujh sa dekha nahi jata
magar yeh halat tmhari apni karni ha
mujha tm bus itna batao
mohobat hoi kyun akhir
yeh poem mena ishq e mijaz par likhi ha
or is me jo aj kal ki mohobata hoti hen girls boys ki un ka bara me
-
Re: Mohobat hoi kyun akhir
muhabbat ho jati hai is mai rang nasal zamana nai dekha jata dard hota hai lkn qarar a hi jata hay waisy ap ne bht acha likha hay
-
Re: Mohobat hoi kyun akhir
thanks alot Mahnoor me ap ko janata to ni ho but ap agar khud bhi kesi ka karib hogi to aik waqt aya ga ka ap ALLAH sa dur hojyai gi . or ap ko pata ha mohobat me sukoon kyun ni milta????? yeh mera ap sa sawal ha ap jawb zaror dijiya ga
thanks again
-
Re: Mohobat hoi kyun akhir
MAY OUR COUNTRY PROGRESS IN EVERYWHERE AND IN EVERYTHING SO THAT THE WHOLE WORLD SHOULD HAVE PROUD ON US
PAKISTAN ZINDABAD
-
Re: Mohobat hoi kyun akhir
Posting Permissions
- You may not post new threads
- You may not post replies
- You may not post attachments
- You may not edit your posts
-
Forum Rules