nyc 1...........
[SIZE=5 <div id=]raqs karnay ka mila hukam jo daryaon main
ham ne khush ho k bhanwar bandh liye paon main
un ko bhi hai kisi bheegay huway manzar ki talash
boond tak bou na sakay jo kabhi sehraon main
aye mere hamsafro tum bhi thakay haray ho
dhoop ki tum to milawat na karo chaaon main
jo bhi aata hai btata hai naya koi elaaj
but na jaye tera beemar maseehaaon main
hosala kis main hay yousuf ki Kharidari ka
ab to mehangai ke charche hain zulaikhaon main
jis barhaman ne kaha hai k ye saal achha hai
us ko dafnaao mere hath kii lakeeron main
wo Khuda hai kisi tootay huway dil main ho ga
masjidon main usay dhoondho na kaliisaaon main
ham ko aapas main muhabbat nahi karnay daity
ek yehi aaib hai is shehar k daanaon main
mujh se karte hain "Qateel" is liye kuch log hasad
kyon k meray shair hain maqbool haseenaon main [/SIZE]
Kyon Her Koi Chhor Jata Hay Tnha MujhkoMay Mazboot To Bohat Hoon Magar Pathar To Nahi
nyc 1...........
thank you resham
Kyon Her Koi Chhor Jata Hay Tnha MujhkoMay Mazboot To Bohat Hoon Magar Pathar To Nahi
Nice Sharing......
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
thank you seven tiles
Kyon Her Koi Chhor Jata Hay Tnha MujhkoMay Mazboot To Bohat Hoon Magar Pathar To Nahi
iss dilkash Ghazal se mustafeez farmaane kaa shukriyah aur saath saath tawajjoh bhee farmaa'iye iss shEr kee jaaniblove4all;1233471]raqs karnay ka mila hukam jo daryaon main
jis barhaman ne kaha hai k ye saal achha hai
us ko dafnaao mere hath kii lakeeron main
iss meN jo lafz lakeeron hai woh ma'Anee ke aitbaar se durust hai magar Ghazal ke qawaafee ke aitbaar se durust naheeN hai ise aise honaa chaahiye aur agar aap janaab QATEEL SHIFAI SaaHeb kee aSl Ghazal ko dekheN tow aise hee hai jo maiN aap kee Khidmat meN pesh kar rhaa hooN
jis barahman ne kahaa hai ke yeh saal achhaa hai
us ko dafnaa'ow mere haath kii rekhaa'oN meN
muKhliS
Last edited by Ismail Ajaz; 24-10-2011 at 05:42 PM.
اسماعیل اعجاز خیالمحبتوں سے محبت سمیٹنے والا
” خیال” آپکی محفل میں آج پھر آیا
Ismail Ajaz KhayaalmuHabbatoN se muHabbat sameTne waalaa"Khayaal"aapkee maiHfil meN aaj phir aayaa
thank you zindagi for liking