Nice
Aye Mohabbat Tere Anjaam Pe Rona Aaya
Jaane Kyon Aaj Tere Naam Pe Rona Aaya
Yun Toh Har Shaam Ummido Mein Guzar Jaati Hai
Aaj Kuch Baat Hai Jo Shaam Pe Rona Aaya
Kabhi Taqdeer Ka Matam Kabhi Duniya Ka Gila
Manzil-e-Ishq Mein Har Gam Pe Rona Aaya.
Jab Hua Zikr Zamane Mein Mohabbat Ka ‘Shakeel’
Mujh Ko Apane Dil-e-Nakaam Pe Rona Aaya
Last edited by R. M. Dixit; 09-11-2011 at 03:55 PM.
aallaa
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونہی لمس بن کے گڑی رہیں
کف کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے نہ اتارنا
nice sharing...
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
Thanks Zindgi, Sanorita
aur Sarfraz aapne pesh ki
ghazal pasand ki aur daad se nawaza.
nice shring