-
Wo bekhaber he sahi itne bekhaber bhi nahin
Wafa e waada nahin, naya waada bi nahin
Ki mujse roothe to sahi per is kader bhi nahin.
Baras rahi hai hareem e havas main daulate husn,
gada e ishq ke kaase main ek nazer bhi nahin.
Na jaane kis liye umeedwaar baitha hoon
Ek aisi raah pe jo teri raahguzer bhi nahin.
Nigah e shauk sar e bazm be-hisab na ho
wo bekhaber he sahi, itne bekhaber bhi nahin.
Ye Ahde-terk-e-Mohabbat hai kisliye aakhir
Sakun-e-kalb idher bhi nahin udher bhi nahin.
(dil ka chain)
Last edited by R. M. Dixit; 20-11-2011 at 04:54 PM.
-
Re: Wo bekhaber he sahi itne bekhaber bhi nahin
-
Re: Wo bekhaber he sahi itne bekhaber bhi nahin
-
Re: Wo bekhaber he sahi itne bekhaber bhi nahin
MAY OUR COUNTRY PROGRESS IN EVERYWHERE AND IN EVERYTHING SO THAT THE WHOLE WORLD SHOULD HAVE PROUD ON US
PAKISTAN ZINDABAD
-
Re: Wo bekhaber he sahi itne bekhaber bhi nahin
-
Re: Wo bekhaber he sahi itne bekhaber bhi nahin
Shukriya rabPazai, Naz,
Zindgi aur Princess aapne
hamre pesh ki Ghazal ko
tavazzo de ke ham per ehsaan kiya.
Khuda aap sabon ko khush rakhe. Bye.
Posting Permissions
- You may not post new threads
- You may not post replies
- You may not post attachments
- You may not edit your posts
-
Forum Rules