Naz Aapne ye itna saara
Khyaal pe kalaam Urdu main
pesh kiya,
Taaki hum na per sakae.
Ye to saraser na insafi
aur berahmi hai hamain mahroom
kerke. Isko roman keriyega please.
one of my fav........
Khoab sary khial sary,
Haqeeqton ka libada orhy,
TUmhari hasti sanwar jain,
Chand, soraj, ye sary tary,
Chirag jitny bhe jal rhy hain,
Tumhary chehray kay rang dekhain to har jain,
Behti nadya, charhaty darya,
Ye gehra sagar,
Jheel jaharny,
Ye Aabsharain,
Apna jeewan tumhari aankhon pe war jain,
Rung khushbo,
Gulab sary,
Muhabbaton kay nisab sary,
Sb tumhari Balain lay lain,
Nazar tumhari utar jain.
تیری انگلیاں میرے جسم میںیونÛÛŒ لمس بن Ú©Û’ Ú¯Ú‘ÛŒ رÛیں
ک٠کوزه گر میری مان لےمجھے چاک سے Ù†Û Ø§ØªØ§Ø±Ù†Ø§
Naz Aapne ye itna saara
Khyaal pe kalaam Urdu main
pesh kiya,
Taaki hum na per sakae.
Ye to saraser na insafi
aur berahmi hai hamain mahroom
kerke. Isko roman keriyega please.
Last edited by R. M. Dixit; 25-11-2011 at 04:54 PM.
Kuch dil ko mohabbat
main mitne ka khayaal
aaya,
kuch tumari tagaful
ne honsla afjayi ji.
Last edited by R. M. Dixit; 26-11-2011 at 06:33 PM.
Yaaden chali Khyaal chala, ashke - ter chale
Leker payame-shauk kai naamber chale.
Dil ko sabhalte rahe kai haadse pe hum
ab kya karen khud tere gesu bikhar chale.
Her kadam pe shikasht ne yuon honsla diya
jis tareh saaath-saath koi hamsafer chale.
Shauke talab na ho koi baage-jares to ho
(baag ki sair)
Aakhir koi chale to kis umeed se chale.
Raahon main rang bareste hain hertaref
Lekar ye kaarvane-tamanna kiddher chale.
Last edited by R. M. Dixit; 26-11-2011 at 06:46 PM.
Ajeeb husn hai teri udaas aankhon main
Sakute-subeh azal (mayyet)ka khyaal aata hai.
for naz aapi
basi hue hai
jis ki khushboo se
dil ki vairaan tanhaye,
us ke masroof shabo-rouz mein
kahin.......mera naam........mera khiyal bhi hai?
thnku so much hijaab
oooooo ley khaaaaaaaaan.
hun sano vi thanks