je nahi yeh maine aik mashor writer ki book main parha hai anyways no comments.
je nahi yeh maine aik mashor writer ki book main parha hai anyways no comments.
Perwana joon joon sha'oor pata hai, shama ki taraf lapakta hai.
Muhabbat Nahin Hai Naam Sirf Paa Lene Ka
Bichar Ke Bhi Aksar Dil Dharakte Hain Saath Saath
Humne bhi nigahon se unhe choo he liya, aina ka rukh jab
wo ider kaerte rahe
Zindgi kis kader kareeb hai jamaal se, jab koi sanwer gaya
zindgi sanwer gayi
Last edited by R. M. Dixit; 06-01-2012 at 05:11 PM.
Tere paiker ki khushboo phail jaati hai fajaon main
naseeme - saher ke jhonke tera paigaam laate hai.
Last edited by R. M. Dixit; 06-01-2012 at 05:26 PM.
Unka khyaal aaye zamana gujer gaya
Phoolon ki khusboo paaye zamana ho gaya.
Last edited by R. M. Dixit; 21-01-2012 at 07:34 PM.
Rooh ko ak aah ka haq hai
Aankhon ko ek nigah ka haq hai
Ek dil mai bhi leke aaya hoon
Mujhko bhi ek gunaaha ka haq hai.
whaoooooooooo thats greatttttttttt